Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.


 
HomeSearchLatest imagesRegisterLog in

 

 Aik Puraani Ghazal

Go down 
+3
waQaar-aHmad-malik
Muhammad Ahmed
sameer
7 posters
AuthorMessage
sameer
rukn-e-majlis-e-shooraa
rukn-e-majlis-e-shooraa
sameer


Number of posts : 35
Location : Keamari Karachi
Registration date : 2007-10-30

Aik Puraani Ghazal Empty
PostSubject: Aik Puraani Ghazal   Aik Puraani Ghazal Icon_minitimeSun Nov 04, 2007 2:39 am

HaaZreen e meHfil aadaab.


mujhe Khushi hai keh mere bhaii m.m.muGhal neh mujhe is bazm keh qaabil samjha aur mujhe is bazm maiN apna kalaam pesh karney kii daawat dii. (Shukriyah MuGhal). maiN is bazm maiN apni ibtidaa apnii shaaiiri keh ibtedaaii do~ur (1997) kii Ghazal keh chand ashaar say kar raha hoN.



harjaayee say darr lagtaa hai
ruswaayee say dar lagtaa hai

in aaNkhoN nay wo kuch dekha
beenaayee say dar lagtaa hai

fikr nay aisee aaNkheN diiN haiN
gehraayee say darr lagtaa hai

tumse maraasim kaise baRhalo0N
tanhaayee say darr lagtaa hai

ab maiN khuaab nahiN dekhooNga
such~chayee say dar lagtaa hai



SAMEER
Back to top Go down
Muhammad Ahmed
muntaZim
muntaZim



Number of posts : 43
Registration date : 2007-10-24

Aik Puraani Ghazal Empty
PostSubject: Re: Aik Puraani Ghazal   Aik Puraani Ghazal Icon_minitimeMon Nov 05, 2007 8:44 pm

Sameer Bhaii
Adaab!

ghazal ke char she'r aap ne pesh kiay, aur bohat khoob kiay, itni saada behar maiN aap ne bohat khoob she'r kahay haiN.... khas ker aakhri she'r bohat pasand aaya....

daad haazir-e-khidmat hay...., qabool kijay,

Mukhlis,
Muhammad Ahmed.
Back to top Go down
sameer
rukn-e-majlis-e-shooraa
rukn-e-majlis-e-shooraa
sameer


Number of posts : 35
Location : Keamari Karachi
Registration date : 2007-10-30

Aik Puraani Ghazal Empty
PostSubject: Re: Aik Puraani Ghazal   Aik Puraani Ghazal Icon_minitimeMon Nov 05, 2007 11:24 pm

Muhammad Ahmed wrote:
Sameer Bhaii
Adaab!

ghazal ke char she'r aap ne pesh kiay, aur bohat khoob kiay, itni saada behar maiN aap ne bohat khoob she'r kahay haiN.... khas ker aakhri she'r bohat pasand aaya....

daad haazir-e-khidmat hay...., qabool kijay,

Mukhlis,
Muhammad Ahmed.


Muhammad Ahmed bhaii
aadaab o salaam e masnoon


Ghazal kii pasandidgii keh liye bohat bohat shukriyah aur saath hi saath aap say guzaarish hai keh jald apney taazah kalaam say humey taazah dam kijiye "pyaara pyaara pakistan available" keh baad aap market say ghayab haiN. Smile


aapka bhaaii

SAMEER
Back to top Go down
waQaar-aHmad-malik
mehmaan
mehmaan
waQaar-aHmad-malik


Number of posts : 21
Registration date : 2007-11-08

Aik Puraani Ghazal Empty
PostSubject: Re: Aik Puraani Ghazal   Aik Puraani Ghazal Icon_minitimeMon Nov 12, 2007 8:24 pm

Sameer SaaHeb,

aSsalaam, aadaab!

der say aamad kay liYay ma'zirat. maaShaa,Allaah aapko to kaafi saal ho gaye haiN Shaa'irii maiN aaye. 1997 kay lehaaz say bh~ii aik aCHh~ii ghazal. daad qubool kee jiYay!

waQaar Smile
Back to top Go down
miim miim mughal
muntaZim-e-a'A'laa
muntaZim-e-a'A'laa
miim miim mughal


Number of posts : 140
Age : 44
Location : North Nazimabad, Karachi
Registration date : 2007-10-24

Aik Puraani Ghazal Empty
PostSubject: Re: Aik Puraani Ghazal   Aik Puraani Ghazal Icon_minitimeMon Nov 12, 2007 8:38 pm

buha Khoo samiir .
kiyaa kehnay haiN..

:: tumse maraasim kaise baRhalo0N
tanhaayee say darr lagtaa hai

waah jiitay rahau bha'yaa..
dil Khush kardiya hay tum nay ..


Mughal
Back to top Go down
https://sukhan-daustaan.forumotion.com/index.htm
sameer
rukn-e-majlis-e-shooraa
rukn-e-majlis-e-shooraa
sameer


Number of posts : 35
Location : Keamari Karachi
Registration date : 2007-10-30

Aik Puraani Ghazal Empty
PostSubject: Re: Aik Puraani Ghazal   Aik Puraani Ghazal Icon_minitimeFri Nov 16, 2007 2:54 am

waQaar-aHmad-malik wrote:
Sameer SaaHeb,

aSsalaam, aadaab!

der say aamad kay liYay ma'zirat. maaShaa,Allaah aapko to kaafi saal ho gaye haiN Shaa'irii maiN aaye. 1997 kay lehaaz say bh~ii aik aCHh~ii ghazal. daad qubool kee jiYay!

waQaar Smile


moHtaram waQaar SaaHib
aadaab.

itni puraani Ghazal per bhii aap neh meri HoSlaa afzaaii kii is keh liye mamnoon hoN.


Tifl e maktab

SAMEER
Back to top Go down
sameer
rukn-e-majlis-e-shooraa
rukn-e-majlis-e-shooraa
sameer


Number of posts : 35
Location : Keamari Karachi
Registration date : 2007-10-30

Aik Puraani Ghazal Empty
PostSubject: Re: Aik Puraani Ghazal   Aik Puraani Ghazal Icon_minitimeFri Nov 16, 2007 3:01 am

miim miim mughal wrote:
buha Khoo samiir .
kiyaa kehnay haiN..

:: tumse maraasim kaise baRhalo0N
tanhaayee say darr lagtaa hai

waah jiitay rahau bha'yaa..
dil Khush kardiya hay tum nay ..


Mughal


bhaaii Mughal


HoSlaa afzaaii keh liye shukriyah.

tumaraa bhaaii

SAMEER
Back to top Go down
yasmin feroz
mehmaan
mehmaan
yasmin feroz


Number of posts : 20
Registration date : 2007-11-04

Aik Puraani Ghazal Empty
PostSubject: Re: Aik Puraani Ghazal   Aik Puraani Ghazal Icon_minitimeSat Nov 17, 2007 12:38 pm

samiir .
kiyaa kehnay haiN..

:: tumse maraasim kaise baRhalo0N
tanhaayee say darr lagtaa hai


YASMIN
Back to top Go down
sameer
rukn-e-majlis-e-shooraa
rukn-e-majlis-e-shooraa
sameer


Number of posts : 35
Location : Keamari Karachi
Registration date : 2007-10-30

Aik Puraani Ghazal Empty
PostSubject: Re: Aik Puraani Ghazal   Aik Puraani Ghazal Icon_minitimeSat Nov 24, 2007 5:42 am

yasmin feroz wrote:
samiir .
kiyaa kehnay haiN..

:: tumse maraasim kaise baRhalo0N
tanhaayee say darr lagtaa hai


YASMIN


moHtarmah Yasmin SaaHibah
aadaab.


meri puraani aur adnaa sii kaavish per aap ki hoSlaa afzaaii kaa bohat bohat shukriyah.

SAMEER
Back to top Go down
Zia Baloch
rukn-e-E'zaazii
rukn-e-E'zaazii



Number of posts : 13
Age : 43
Location : Balochistan
Registration date : 2007-10-27

Aik Puraani Ghazal Empty
PostSubject: Re: Aik Puraani Ghazal   Aik Puraani Ghazal Icon_minitimeFri Nov 30, 2007 5:32 am

moHtaram janaab Sameer SaaHib, aadaab !

yeh mere liye aek i'zaaz hai k maiN aap jiase suKhanvar hastiyoN ke darmayaan maujood hooN aur aap se ham-kalaam hooN ! Smile aap ki Ghazal bahut u'mdah hai ! sabhii ash'aar pasand aaye KhaaS taur par :

"tumse maraasim kaise baRhalo0N
tanhaayee say darr lagtaa hai "

yeh she'r to bahut hi pasand aayaa ! daad aur mubaarakbaad qablool kejiye ! shukriya

Zia Baloch
Back to top Go down
sameer
rukn-e-majlis-e-shooraa
rukn-e-majlis-e-shooraa
sameer


Number of posts : 35
Location : Keamari Karachi
Registration date : 2007-10-30

Aik Puraani Ghazal Empty
PostSubject: Re: Aik Puraani Ghazal   Aik Puraani Ghazal Icon_minitimeSun Dec 02, 2007 1:38 am

Zia Baloch wrote:
moHtaram janaab Sameer SaaHib, aadaab !

yeh mere liye aek i'zaaz hai k maiN aap jiase suKhanvar hastiyoN ke darmayaan maujood hooN aur aap se ham-kalaam hooN ! Smile aap ki Ghazal bahut u'mdah hai ! sabhii ash'aar pasand aaye KhaaS taur par :

"tumse maraasim kaise baRhalo0N
tanhaayee say darr lagtaa hai "

yeh she'r to bahut hi pasand aayaa ! daad aur mubaarakbaad qablool kejiye ! shukriya

Zia Baloch


HoaSlaa afzaa`ii kay liye bayHad mamnoon hoN. shukriyah

aapka bhaaii

SAMEER
Back to top Go down
zehrab
mehmaan
mehmaan



Number of posts : 20
Location : USA
Registration date : 2007-12-06

Aik Puraani Ghazal Empty
PostSubject: Re: Aik Puraani Ghazal   Aik Puraani Ghazal Icon_minitimeTue Dec 25, 2007 3:08 pm

in aaNkhoN nay wo kuch dekha
beenaayee say dar lagtaa hai

wah sameer saheb. Bohat khub. Sari ghazal hi khub hey lekin is sher ney bohat saroor diya.

Daad qabool ki jiye.

Qamar
Back to top Go down
sameer
rukn-e-majlis-e-shooraa
rukn-e-majlis-e-shooraa
sameer


Number of posts : 35
Location : Keamari Karachi
Registration date : 2007-10-30

Aik Puraani Ghazal Empty
PostSubject: Re: Aik Puraani Ghazal   Aik Puraani Ghazal Icon_minitimeTue Dec 25, 2007 5:06 pm

in aaNkhoN nay wo kuch dekha
beenaayee say dar lagtaa hai

wah sameer saheb. Bohat khub. Sari ghazal hi khub hey lekin is sher ney bohat saroor diya.

Daad qabool ki jiye.


aadaab


Qamar SaaHib yeh sub aapka Husn e naZar hai aur kuch bhi nahi.

badah Ghazal kii pasandiidgi aur daad per aapka mutashakkir hai.


SAMEER
Back to top Go down
Sponsored content





Aik Puraani Ghazal Empty
PostSubject: Re: Aik Puraani Ghazal   Aik Puraani Ghazal Icon_minitime

Back to top Go down
 
Aik Puraani Ghazal
Back to top 
Page 1 of 1
 Similar topics
-
» Aik Ghazal
» Ghazal
» ghazal
» ghazal!
» taaza ghazal!

Permissions in this forum:You cannot reply to topics in this forum
 :: ~suKhan daustaaN~ سخن دوستاں :: < Ghazal saraa'ay >-
Jump to: