Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.


 
HomeSearchLatest imagesRegisterLog in

 

 Aik Ghazal

Go down 
+4
yasmin feroz
Muhammad Ahmed
miim miim mughal
sham
8 posters
AuthorMessage
sham
rukn-e-majlis-e-shooraa
rukn-e-majlis-e-shooraa
sham


Number of posts : 4
Registration date : 2007-10-25

Aik Ghazal Empty
PostSubject: Aik Ghazal   Aik Ghazal Icon_minitimeSun Oct 28, 2007 7:22 pm

Adab!

Nai bazm mubarrak ho.

Ehtesham Anwar

Aik Ghazal Kaabay10
Back to top Go down
miim miim mughal
muntaZim-e-a'A'laa
muntaZim-e-a'A'laa
miim miim mughal


Number of posts : 140
Age : 44
Location : North Nazimabad, Karachi
Registration date : 2007-10-24

Aik Ghazal Empty
PostSubject: Re: Aik Ghazal   Aik Ghazal Icon_minitimeMon Oct 29, 2007 3:31 pm

sham wrote:
Adab!

Nai bazm mubarrak ho.

Ehtesham Anwar

Aik Ghazal Kaabay10
_________________________________________________________________________
_________________________________________________________________________

Aik Ghazal Shamzg3
Back to top Go down
https://sukhan-daustaan.forumotion.com/index.htm
Muhammad Ahmed
muntaZim
muntaZim



Number of posts : 43
Registration date : 2007-10-24

Aik Ghazal Empty
PostSubject: Re: Aik Ghazal   Aik Ghazal Icon_minitimeMon Oct 29, 2007 10:04 pm

ajab andaaz rakhtay thay garebaaN chaak deewaanay
jo seHra ko chaman aur dhoop ko saaya bana aaye...


Sham Bhai,
Adaab!

Masha Allah bohat khoob ghazal kahi hay aap ne.... , pasand aaii aur khas taur per uper darj shuda she'r... Wah Janaaab kya baat hay...

Meri jaanib se bharpuur daad qabool kijay...

Mukhlis,
Muhammad Ahmed.
Back to top Go down
sham
rukn-e-majlis-e-shooraa
rukn-e-majlis-e-shooraa
sham


Number of posts : 4
Registration date : 2007-10-25

Aik Ghazal Empty
PostSubject: Re: Aik Ghazal   Aik Ghazal Icon_minitimeMon Oct 29, 2007 11:55 pm

Muhammad Ahmed wrote:
ajab andaaz rakhtay thay garebaaN chaak deewaanay
jo seHra ko chaman aur dhoop ko saaya bana aaye...


Sham Bhai,
Adaab!

Masha Allah bohat khoob ghazal kahi hay aap ne.... , pasand aaii aur khas taur per uper darj shuda she'r... Wah Janaaab kya baat hay...

Meri jaanib se bharpuur daad qabool kijay...

Mukhlis,
Muhammad Ahmed.





Bhai M Ahmed Adaab!

Aap say shirf mulaqat na hosaki mai nay suna tha aap tushreef lae thay per umeed wasiq hay kay juld milangay.

Ghazal ki pasand deedgi ka shukiria.


Ehqer,
Ehtesham Anwar
Back to top Go down
yasmin feroz
mehmaan
mehmaan
yasmin feroz


Number of posts : 20
Registration date : 2007-11-04

Aik Ghazal Empty
PostSubject: Re: Aik Ghazal   Aik Ghazal Icon_minitimeSun Nov 04, 2007 1:03 pm

sham s,b salam
mash allah bohat khoob ghazal kahi aap ney

yasmin
Back to top Go down
waQaar-aHmad-malik
mehmaan
mehmaan
waQaar-aHmad-malik


Number of posts : 21
Registration date : 2007-11-08

Aik Ghazal Empty
PostSubject: Re: Aik Ghazal   Aik Ghazal Icon_minitimeMon Nov 12, 2007 8:21 pm

janaab ehtaShaam anwar SaaHeb,

ASsalaam, aadaab!

bahut hii khoob huZoor. kYa aCHh~ii ghazal keH Daali hay aapnay. YuuN kahyay keh "eemaan taazah" ho gaYa Smile.

aapkay khaYaalaat bahut pukhtah haiN. merii dilii daad khaaSker maqt^'ah per qubool kee jiYay!

waQaar Smile
Back to top Go down
zaamin
mehmaan
mehmaan



Number of posts : 7
Registration date : 2007-11-22

Aik Ghazal Empty
PostSubject: Re: Aik Ghazal   Aik Ghazal Icon_minitimeThu Nov 22, 2007 9:19 am

ek nahaayat khoobsoorat kalaam,janaab anwar saahib
daad qabool farmaayein
zaamin
Back to top Go down
Zia Baloch
rukn-e-E'zaazii
rukn-e-E'zaazii



Number of posts : 13
Age : 43
Location : Balochistan
Registration date : 2007-10-27

Aik Ghazal Empty
PostSubject: Re: Aik Ghazal   Aik Ghazal Icon_minitimeFri Nov 30, 2007 5:01 am

moHtaram janaab Ihteshaam bhaa'ii, aadaab !

aap ki dil-soz-o-jigar-doz Ghazal navar-navaaz hu'ii ! aur bahut lutf de ga'ii ! aap ne to jannat-e-nigaah aur firdos-e-gosh donoN ki sair karaa dii ! shuru se aaKhir tak fikr-angez hai aap ki Ghazal ! tamaam hi ash'aar pasand aaye ! KhaS taur par "devaane" vaalaa she'r aur maqta' ! KhuSooSii daad !

shukriya

Zia Baloch
Back to top Go down
zehrab
mehmaan
mehmaan



Number of posts : 20
Location : USA
Registration date : 2007-12-06

Aik Ghazal Empty
PostSubject: Re: Aik Ghazal   Aik Ghazal Icon_minitimeTue Dec 25, 2007 3:12 pm

Ehtasham saheb:

Baree murassa ghazal ata ki aap ney. Her sher mashoor kun hey. Meri jaanib sey bhi bher poor daad qabool ki jiye saheb.

Kher andesh

Qamar uz Zaman
Back to top Go down
sham
rukn-e-majlis-e-shooraa
rukn-e-majlis-e-shooraa
sham


Number of posts : 4
Registration date : 2007-10-25

Aik Ghazal Empty
PostSubject: Re: Aik Ghazal   Aik Ghazal Icon_minitimeThu Feb 21, 2008 10:43 am

Adaab!


Mai sub say pehlay Aap tamam ahbaab say iis takheer say jawab denay per intehaai ma'azrat Khaa hoon.
Yasmeen Feroz Sahiba, Bahi Waqar Ahmed Malik, Zaamin Shb, Zia Baloch aur Qamaruz Zaman Zehrab aap logon ki iis zer'ra nawazi per mumnoon hon.
aur umeed-e-wasiq hay ke aap mere na'ahli ke bawajood, mere ma'azrat apni zerf ki wus'aat ko mulhooz rukhtay hoay qabool fermain gay.

Talib-e-Khair,
Ehtesham Anwar
Back to top Go down
Sponsored content





Aik Ghazal Empty
PostSubject: Re: Aik Ghazal   Aik Ghazal Icon_minitime

Back to top Go down
 
Aik Ghazal
Back to top 
Page 1 of 1
 Similar topics
-
» Ghazal
» ghazal
» ghazal!
» taaza ghazal!
» Aik Puraani Ghazal

Permissions in this forum:You cannot reply to topics in this forum
 :: ~suKhan daustaaN~ سخن دوستاں :: < Ghazal saraa'ay >-
Jump to: