Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.


 
HomeSearchLatest imagesRegisterLog in

 

 Aaj Ka Qita ......................

Go down 
4 posters
AuthorMessage
Jawaid Badauni
~ imtiyaazii " suKhan daust " ~
~ imtiyaazii



Number of posts : 24
Registration date : 2007-11-24

Aaj  Ka  Qita  ...................... Empty
PostSubject: Aaj Ka Qita ......................   Aaj  Ka  Qita  ...................... Icon_minitimeThu Nov 29, 2007 8:48 pm

Aaj Ka Qita


“Jawaid” hum ne dekha hai ab tak yehee samaaN

“General” Khushee manaate thEy maidaan maar ker

Kaisa ajeeb shaKhS hai yeh surbaraah.e fauj

maidaaN meN aa gaya hai jo wardee utaar ker


Jawaid Badauni
Muscat-Oman
Back to top Go down
miim miim mughal
muntaZim-e-a'A'laa
muntaZim-e-a'A'laa
miim miim mughal


Number of posts : 140
Age : 44
Location : North Nazimabad, Karachi
Registration date : 2007-10-24

Aaj  Ka  Qita  ...................... Empty
PostSubject: Re: Aaj Ka Qita ......................   Aaj  Ka  Qita  ...................... Icon_minitimeSat Dec 01, 2007 3:48 pm

جاوید ہم نے دیکھا ہے اب تک یہی سماں
جنرل خوشی مناتے تھے ، میدا ن مار کر
کیسا عجیب شخص ہے یہ سربراہِ فوج
میداں میں آگیا ہے جو وردی اتار کر



کیا کہنے جاوید صاحب،
ڈھیروں داد حاضر ہے قبول کیجئے۔۔
امید ہے آپ اس سلسلے کو یونہی آگے بڑھائینگے۔۔
نیاز مند
م۔م۔مغل
Back to top Go down
https://sukhan-daustaan.forumotion.com/index.htm
Jawaid Badauni
~ imtiyaazii " suKhan daust " ~
~ imtiyaazii



Number of posts : 24
Registration date : 2007-11-24

Aaj  Ka  Qita  ...................... Empty
PostSubject: Re: Aaj Ka Qita ......................   Aaj  Ka  Qita  ...................... Icon_minitimeMon Dec 03, 2007 11:15 pm

miim miim mughal wrote:
جاوید ہم نے دیکھا ہے اب تک یہی سماں
جنرل خوشی مناتے تھے ، میدا ن مار کر
کیسا عجیب شخص ہے یہ سربراہِ فوج
میداں میں آگیا ہے جو وردی اتار کر



کیا کہنے جاوید صاحب،
ڈھیروں داد حاضر ہے قبول کیجئے۔۔
امید ہے آپ اس سلسلے کو یونہی آگے بڑھائینگے۔۔
نیاز مند
م۔م۔مغل



Biradarm Mughal SaaHab
Qitey ki pazeeraaii ke liye aap ka behud mamnoon hooN.

MuKhliS
Jawaid
Back to top Go down
Khalid Mahmood
muntaZim
muntaZim



Number of posts : 81
Age : 73
Location : Mississauga, Canada.
Registration date : 2007-10-26

Aaj  Ka  Qita  ...................... Empty
PostSubject: Re: Aaj Ka Qita ......................   Aaj  Ka  Qita  ...................... Icon_minitimeTue Dec 04, 2007 3:43 am

BOHOT KHOOB JAVED SB DAAD QUBOOL KEEJE! Smile
Back to top Go down
Jawaid Badauni
~ imtiyaazii " suKhan daust " ~
~ imtiyaazii



Number of posts : 24
Registration date : 2007-11-24

Aaj  Ka  Qita  ...................... Empty
PostSubject: Re: Aaj Ka Qita ......................   Aaj  Ka  Qita  ...................... Icon_minitimeTue Dec 04, 2007 5:07 am

Khalid Mahmood wrote:
BOHOT KHOOB JAVED SB DAAD QUBOOL KEEJE! Smile

Shukriya Khalid SaaHab.

Mujhe Khushee hai zindagee ke har moR per aap se mulaqaat ho hi jaati hai. MaiN jahaN jata hooN aap pahle se maujood hote haiN aur aap jahaN jate haiN maiN whaN milta hooN. Yeh bohat Khushe ki baat hai.

Khair andesh
Jawaid
Back to top Go down
Muhammad Ahmed
muntaZim
muntaZim



Number of posts : 43
Registration date : 2007-10-24

Aaj  Ka  Qita  ...................... Empty
PostSubject: Re: Aaj Ka Qita ......................   Aaj  Ka  Qita  ...................... Icon_minitimeTue Dec 04, 2007 7:37 pm

Jawaid Badauni wrote:
Aaj Ka Qita


“Jawaid” hum ne dekha hai ab tak yehee samaaN

“General” Khushee manaate thEy maidaan maar ker

Kaisa ajeeb shaKhS hai yeh surbaraah.e fauj

maidaaN meN aa gaya hai jo wardee utaar ker


Jawaid Badauni
Muscat-Oman

Jawaid Bhaii....

aap ka qita bohat achha laga... khoob kaha hay aap ne... meri jaanib se daad haazir hay....

Mukhlis,
Muhammad Ahmed.
Back to top Go down
Khalid Mahmood
muntaZim
muntaZim



Number of posts : 81
Age : 73
Location : Mississauga, Canada.
Registration date : 2007-10-26

Aaj  Ka  Qita  ...................... Empty
PostSubject: Re: Aaj Ka Qita ......................   Aaj  Ka  Qita  ...................... Icon_minitimeWed Dec 05, 2007 1:04 am

Jawaid Badauni wrote:
Khalid Mahmood wrote:
BOHOT KHOOB JAVED SB DAAD QUBOOL KEEJE! Smile

Shukriya Khalid SaaHab.

Mujhe Khushee hai zindagee ke har moR per aap se mulaqaat ho hi jaati hai. MaiN jahaN jata hooN aap pahle se maujood hote haiN aur aap jahaN jate haiN maiN whaN milta hooN. Yeh bohat Khushe ki baat hai.

Khair andesh
Jawaid

ji javed sb. ye to zindgee key saath saath hai. woh kisi ne khoob kaha hai k ''yaar zinda, sohbat baaqi''

waise bhi sitaaroN se aage jahaN aur bhi haiN. jahaN pukhta kaar aur muaamela fehm dost forums chalaatey haiN.

is bezm ki ronaq meiN izaafa fermaane k liye aapka shukriya.

khair andeish
khaalid
Back to top Go down
Sponsored content





Aaj  Ka  Qita  ...................... Empty
PostSubject: Re: Aaj Ka Qita ......................   Aaj  Ka  Qita  ...................... Icon_minitime

Back to top Go down
 
Aaj Ka Qita ......................
Back to top 
Page 1 of 1
 Similar topics
-
» Namak Paarey.....ek Qita

Permissions in this forum:You cannot reply to topics in this forum
 :: ~suKhan daustaaN~ سخن دوستاں :: < namak paaray >-
Jump to: