Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.


 
HomeSearchLatest imagesRegisterLog in

 

 "uR ga,iiN saath~ havaa,oN kay hamaari ghazlaiN"

Go down 
5 posters
AuthorMessage
waQaar-aHmad-malik
mehmaan
mehmaan
waQaar-aHmad-malik


Number of posts : 21
Registration date : 2007-11-08

"uR ga,iiN saath~ havaa,oN kay hamaari ghazlaiN" Empty
PostSubject: "uR ga,iiN saath~ havaa,oN kay hamaari ghazlaiN"   "uR ga,iiN saath~ havaa,oN kay hamaari ghazlaiN" Icon_minitimeFri Nov 09, 2007 5:34 am

aadaab,

is meHfil maiN pehli teHreer magar puraani paiSh ker raha hooN is wa'day kay sath~ keh na,ii jald laa,uuNgaa.

-----------

uR gaiiN saath~ havaaoN kay hamaari ghazlaiN
kaisi bay-vazn si lagtii haiN Yeh saari ghazlaiN!

hay 'azeez ehl-e-sukhan ko bh~ii takhaYYul apna
ham sabh~ii ko haiN dil-o-jaan say pYaarii ghazlaiN

koii naaqid to takalluf bh~ii "waQaar" ab nah keray
Seedh~ii Saadii si to hoti haiN tumhaari ghazlaiN!
Back to top Go down
sameer
rukn-e-majlis-e-shooraa
rukn-e-majlis-e-shooraa
sameer


Number of posts : 35
Location : Keamari Karachi
Registration date : 2007-10-30

"uR ga,iiN saath~ havaa,oN kay hamaari ghazlaiN" Empty
PostSubject: Re: "uR ga,iiN saath~ havaa,oN kay hamaari ghazlaiN"   "uR ga,iiN saath~ havaa,oN kay hamaari ghazlaiN" Icon_minitimeFri Nov 09, 2007 6:54 am

waQaar-aHmad-malik wrote:
aadaab,

is meHfil maiN pehli teHreer magar puraani paiSh ker raha hooN is wa'day kay sath~ keh na,ii jald laa,uuNgaa.

-----------

uR gaiiN saath~ havaaoN kay hamaari ghazlaiN
kaisi bay-vazn si lagtii haiN Yeh saari ghazlaiN!

hay 'azeez ehl-e-sukhan ko bh~ii takhaYYul apna
ham sabh~ii ko haiN dil-o-jaan say pYaarii ghazlaiN

koii naaqid to takalluf bh~ii "waQaar" ab nah keray
Seedh~ii Saadii si to hoti haiN tumhaari ghazlaiN!


Waqaar bhaii aadaab.


sub say pehlay toh suKhan daustaaN per Khush aamdeed.
aapko yahaN dekh kar Khushi ho rahi hai. ashAar pasand aye daad qabool kijiye.


SAMEER
Back to top Go down
miim miim mughal
muntaZim-e-a'A'laa
muntaZim-e-a'A'laa
miim miim mughal


Number of posts : 140
Age : 44
Location : North Nazimabad, Karachi
Registration date : 2007-10-24

"uR ga,iiN saath~ havaa,oN kay hamaari ghazlaiN" Empty
PostSubject: Re: "uR ga,iiN saath~ havaa,oN kay hamaari ghazlaiN"   "uR ga,iiN saath~ havaa,oN kay hamaari ghazlaiN" Icon_minitimeSat Nov 10, 2007 4:53 pm

waQaar-aHmad-malik wrote:
aadaab,

is meHfil maiN pehli teHreer magar puraani paiSh ker raha hooN is wa'day kay sath~ keh na,ii jald laa,uuNgaa.

-----------

uR gaiiN saath~ havaaoN kay hamaari ghazlaiN
kaisi bay-vazn si lagtii haiN Yeh saari ghazlaiN!

hay 'azeez ehl-e-sukhan ko bh~ii takhaYYul apna
ham sabh~ii ko haiN dil-o-jaan say pYaarii ghazlaiN

koii naaqid to takalluf bh~ii "waQaar" ab nah keray
Seedh~ii Saadii si to hoti haiN tumhaari ghazlaiN!

"uR ga,iiN saath~ havaa,oN kay hamaari ghazlaiN" Tanqis10
Back to top Go down
https://sukhan-daustaan.forumotion.com/index.htm
Adnan
~ imtiyaazii " suKhan daust " ~
~ imtiyaazii



Number of posts : 2
Registration date : 2007-11-12

"uR ga,iiN saath~ havaa,oN kay hamaari ghazlaiN" Empty
PostSubject: Re: "uR ga,iiN saath~ havaa,oN kay hamaari ghazlaiN"   "uR ga,iiN saath~ havaa,oN kay hamaari ghazlaiN" Icon_minitimeMon Nov 12, 2007 7:58 pm

waqar bhai buhat khub buhat acha sharing hai
Back to top Go down
waQaar-aHmad-malik
mehmaan
mehmaan
waQaar-aHmad-malik


Number of posts : 21
Registration date : 2007-11-08

"uR ga,iiN saath~ havaa,oN kay hamaari ghazlaiN" Empty
PostSubject: Re: "uR ga,iiN saath~ havaa,oN kay hamaari ghazlaiN"   "uR ga,iiN saath~ havaa,oN kay hamaari ghazlaiN" Icon_minitimeMon Nov 12, 2007 8:08 pm

sameer wrote:
waQaar-aHmad-malik wrote:
aadaab,

is meHfil maiN pehli teHreer magar puraani paiSh ker raha hooN is wa'day kay sath~ keh na,ii jald laa,uuNgaa.

-----------

uR gaiiN saath~ havaaoN kay hamaari ghazlaiN
kaisi bay-vazn si lagtii haiN Yeh saari ghazlaiN!

hay 'azeez ehl-e-sukhan ko bh~ii takhaYYul apna
ham sabh~ii ko haiN dil-o-jaan say pYaarii ghazlaiN

koii naaqid to takalluf bh~ii "waQaar" ab nah keray
Seedh~ii Saadii si to hoti haiN tumhaari ghazlaiN!


Waqaar bhaii aadaab.


sub say pehlay toh suKhan daustaaN per Khush aamdeed.
aapko yahaN dekh kar Khushi ho rahi hai. ashAar pasand aye daad qabool kijiye.


SAMEER
janaab Sameer SaaHeb,

aadaab!

aapko maHabbat bh~aray isteqbaal aur daad kay liYay khaakSaar tah-e-dil say mamnoon hay. bahut Shukriah!

waQaar Smile
Back to top Go down
waQaar-aHmad-malik
mehmaan
mehmaan
waQaar-aHmad-malik


Number of posts : 21
Registration date : 2007-11-08

"uR ga,iiN saath~ havaa,oN kay hamaari ghazlaiN" Empty
PostSubject: Re: "uR ga,iiN saath~ havaa,oN kay hamaari ghazlaiN"   "uR ga,iiN saath~ havaa,oN kay hamaari ghazlaiN" Icon_minitimeMon Nov 12, 2007 8:15 pm

miim miim mughal wrote:
waQaar-aHmad-malik wrote:
aadaab,

is meHfil maiN pehli teHreer magar puraani paiSh ker raha hooN is wa'day kay sath~ keh na,ii jald laa,uuNgaa.

-----------

uR gaiiN saath~ havaaoN kay hamaari ghazlaiN
kaisi bay-vazn si lagtii haiN Yeh saari ghazlaiN!

hay 'azeez ehl-e-sukhan ko bh~ii takhaYYul apna
ham sabh~ii ko haiN dil-o-jaan say pYaarii ghazlaiN

koii naaqid to takalluf bh~ii "waQaar" ab nah keray
Seedh~ii Saadii si to hoti haiN tumhaari ghazlaiN!

"uR ga,iiN saath~ havaa,oN kay hamaari ghazlaiN" Tanqis10
janaab Mughal SaaHeb,

aadaab,

aapka mamnoon keh aapnay mujh~ay apni meHfil kay qaabil jaana.

meray aSh'aar ko saraaha aapnay is kay liYay mamnoon hooN aapka. meN tanqeed ko har pehlu maiN bardaaSht ker leta hooN jabtak keh woh waaq'a,ii kisii baat kii t^araf iShaarah keray.

laikin kuCHh~ logoN ki 'aadat hoti hay zaberdasti kay keeRay makoRay nikaalnay kii, jo keh nah koii muShkil kaam aur nah mukhliSaanah. YahaaN per aik to unki t^araf iShaarah bh~ii hay.

aap aaye iskay liYay bahut Shukriah!

waQaar Smile
Back to top Go down
waQaar-aHmad-malik
mehmaan
mehmaan
waQaar-aHmad-malik


Number of posts : 21
Registration date : 2007-11-08

"uR ga,iiN saath~ havaa,oN kay hamaari ghazlaiN" Empty
PostSubject: Re: "uR ga,iiN saath~ havaa,oN kay hamaari ghazlaiN"   "uR ga,iiN saath~ havaa,oN kay hamaari ghazlaiN" Icon_minitimeMon Nov 12, 2007 8:23 pm

Adnan wrote:
waqar bhai buhat khub buhat acha sharing hai
Adnan bh~aa,ii!

aapka husn-e-naZ^ar hay. bahut SHukriah!
Back to top Go down
Zia Baloch
rukn-e-E'zaazii
rukn-e-E'zaazii



Number of posts : 13
Age : 43
Location : Balochistan
Registration date : 2007-10-27

"uR ga,iiN saath~ havaa,oN kay hamaari ghazlaiN" Empty
PostSubject: Re: "uR ga,iiN saath~ havaa,oN kay hamaari ghazlaiN"   "uR ga,iiN saath~ havaa,oN kay hamaari ghazlaiN" Icon_minitimeFri Nov 30, 2007 5:36 am

Waqaar bhaa'ii, aadaab !

kyaa baat hai janaab ! to aap bhii yahaaN jalvah-afroz haiN ! bahut Khoob ! aap ko yahaaN dekh kar be-intehaa masarrat ho rahii hai ! aap ka kalaam pasand aayaa ! seedhaa saadhaa saa yeh kalaam dil-nisheeN ho gayaa hai janaab ! daad aur mubaarakbaad qabool farmaayeN ! shukriya

Zia Baloch
Back to top Go down
waQaar-aHmad-malik
mehmaan
mehmaan
waQaar-aHmad-malik


Number of posts : 21
Registration date : 2007-11-08

"uR ga,iiN saath~ havaa,oN kay hamaari ghazlaiN" Empty
PostSubject: Re: "uR ga,iiN saath~ havaa,oN kay hamaari ghazlaiN"   "uR ga,iiN saath~ havaa,oN kay hamaari ghazlaiN" Icon_minitimeSun Dec 02, 2007 9:02 pm

Zia Baloch wrote:
Waqaar bhaa'ii, aadaab !

kyaa baat hai janaab ! to aap bhii yahaaN jalvah-afroz haiN ! bahut Khoob ! aap ko yahaaN dekh kar be-intehaa masarrat ho rahii hai ! aap ka kalaam pasand aayaa ! seedhaa saadhaa saa yeh kalaam dil-nisheeN ho gayaa hai janaab ! daad aur mubaarakbaad qabool farmaayeN ! shukriya

Zia Baloch
Zia bh~aa,ii!

aadaab!

aapka nihaaYat mamnoon hooN is maHabbat aur khulooS ka. akcar aap ki daad per daad denay ko jee chaahata hay. aap YahaaN aaye , mujh~ay bahut khuShii huii

Shukriah!

waQaar Smile
Back to top Go down
Sponsored content





"uR ga,iiN saath~ havaa,oN kay hamaari ghazlaiN" Empty
PostSubject: Re: "uR ga,iiN saath~ havaa,oN kay hamaari ghazlaiN"   "uR ga,iiN saath~ havaa,oN kay hamaari ghazlaiN" Icon_minitime

Back to top Go down
 
"uR ga,iiN saath~ havaa,oN kay hamaari ghazlaiN"
Back to top 
Page 1 of 1
 Similar topics
-
» meri nazm Taj Mahal ("image" ke saath)
» ~ shabbiir naaZish kii Khoobsoorat GhazlaiN ~
» na'y rukn " Urdu Teacher " ko khush aamdiid.
» " kaaTh kay Ulloo " meraa pehlaa kaalam
» Aik Ghazal "raat bhar"

Permissions in this forum:You cannot reply to topics in this forum
 :: ~suKhan daustaaN~ سخن دوستاں :: < Ghazal saraa'ay >-
Jump to: