Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.


 
HomeSearchLatest imagesRegisterLog in

 

 Meri TaraHee Ghazal Mushairah Urdubandhan (Decmber)

Go down 
5 posters
AuthorMessage
Jawaid Badauni
~ imtiyaazii " suKhan daust " ~
~ imtiyaazii



Number of posts : 24
Registration date : 2007-11-24

Meri TaraHee Ghazal Mushairah Urdubandhan (Decmber) Empty
PostSubject: Meri TaraHee Ghazal Mushairah Urdubandhan (Decmber)   Meri TaraHee Ghazal Mushairah Urdubandhan (Decmber) Icon_minitimeFri Dec 07, 2007 5:14 am

Meri TaraHee Ghazal Mushairah Urdubandhan (Decmber) Jbguzarish35
Back to top Go down
miim miim mughal
muntaZim-e-a'A'laa
muntaZim-e-a'A'laa
miim miim mughal


Number of posts : 140
Age : 44
Location : North Nazimabad, Karachi
Registration date : 2007-10-24

Meri TaraHee Ghazal Mushairah Urdubandhan (Decmber) Empty
PostSubject: Re: Meri TaraHee Ghazal Mushairah Urdubandhan (Decmber)   Meri TaraHee Ghazal Mushairah Urdubandhan (Decmber) Icon_minitimeFri Dec 07, 2007 7:48 pm

aaadaab jaavid saaHib
kiyaa kehnay Ghazal buhat hii Khoob hay..
merii naachiiz daad aur du'aaiN qubool kiijiay.
sunny king flower
aik baat ke'h:

tesry sh'er or maqT' maiN imlaa kii GhalaTii reh ga'ee hay usay drust karvaa liijiay.

niyaaz mashrab.
miim miim mughal
Back to top Go down
https://sukhan-daustaan.forumotion.com/index.htm
Jawaid Badauni
~ imtiyaazii " suKhan daust " ~
~ imtiyaazii



Number of posts : 24
Registration date : 2007-11-24

Meri TaraHee Ghazal Mushairah Urdubandhan (Decmber) Empty
PostSubject: Re: Meri TaraHee Ghazal Mushairah Urdubandhan (Decmber)   Meri TaraHee Ghazal Mushairah Urdubandhan (Decmber) Icon_minitimeSat Dec 08, 2007 12:40 am

miim miim mughal wrote:
aaadaab jaavid saaHib
kiyaa kehnay Ghazal buhat hii Khoob hay..
merii naachiiz daad aur du'aaiN qubool kiijiay.
sunny king flower
aik baat ke'h:

tesry sh'er or maqT' maiN imlaa kii GhalaTii reh ga'ee hay usay drust karvaa liijiay.

niyaaz mashrab.
miim miim mughal


Azeezam Meem Meem MuGhal Sahab, tasleemaat

Ghazal ki pazeeraayee ke liye marhoon.e minnat hooN.

Beshak teesre sher meN "ek" aur maqtAy meN "mira" alfaz hona chaahiye. Ek MoHtarma ne bohat KhulooS se yeh KhuBSurat image banaya hai. Mujh se 'check" bhi karwaya tha shayad maiN hi ujlat meN nahiN pakaR saka.

Guzarish hai keh aap in alfaaz ko inki saheeh Surat men paRh lijiyega.

Ahqar,
Jawaid
Back to top Go down
sameer
rukn-e-majlis-e-shooraa
rukn-e-majlis-e-shooraa
sameer


Number of posts : 35
Location : Keamari Karachi
Registration date : 2007-10-30

Meri TaraHee Ghazal Mushairah Urdubandhan (Decmber) Empty
PostSubject: Re: Meri TaraHee Ghazal Mushairah Urdubandhan (Decmber)   Meri TaraHee Ghazal Mushairah Urdubandhan (Decmber) Icon_minitimeSat Dec 08, 2007 1:24 am

Jawaid Badauni wrote:
Meri TaraHee Ghazal Mushairah Urdubandhan (Decmber) Jbguzarish35


uThaa kay lay gaya saara anaaj saahokar
kisaan bhooka tarasta hai daaney daaney ko

badaltey chehray pe unkay nigah thi mairi
badal badal kay sunaana paRa fasaaney ko



Sub say pehley toh meHfil maiN Khush Aamdeed.....

khoob Ghazal kahi hai aap ney daad HaaZir hai Qabool kijye.


SAMEER
Back to top Go down
Jawaid Badauni
~ imtiyaazii " suKhan daust " ~
~ imtiyaazii



Number of posts : 24
Registration date : 2007-11-24

Meri TaraHee Ghazal Mushairah Urdubandhan (Decmber) Empty
PostSubject: Re: Meri TaraHee Ghazal Mushairah Urdubandhan (Decmber)   Meri TaraHee Ghazal Mushairah Urdubandhan (Decmber) Icon_minitimeMon Dec 17, 2007 1:33 am

sameer wrote:
Jawaid Badauni wrote:
Meri TaraHee Ghazal Mushairah Urdubandhan (Decmber) Jbguzarish35


uThaa kay lay gaya saara anaaj saahokar
kisaan bhooka tarasta hai daaney daaney ko

badaltey chehray pe unkay nigah thi mairi
badal badal kay sunaana paRa fasaaney ko



Sub say pehley toh meHfil maiN Khush Aamdeed.....

khoob Ghazal kahi hai aap ney daad HaaZir hai Qabool kijye.


SAMEER



Mohatrmee Sameer Saahab,
aadaab

Mehfil meN mujhe KhusaAmdeed kahne ke liye shukriya. Ghazal kipazeeraayee ke liye bhee aap ka behud mamnoon hooN.

Aapke paiGham ka jawab dene meN kuch taaKheer huuwi jiske liye maAzrat Khuwaah hooN.

Wassalaam,
Jawaid
Back to top Go down
Muhammad Ahmed
muntaZim
muntaZim



Number of posts : 43
Registration date : 2007-10-24

Meri TaraHee Ghazal Mushairah Urdubandhan (Decmber) Empty
PostSubject: Re: Meri TaraHee Ghazal Mushairah Urdubandhan (Decmber)   Meri TaraHee Ghazal Mushairah Urdubandhan (Decmber) Icon_minitimeTue Dec 18, 2007 4:14 pm

uThaa kay lay gaya saara anaaj saahokar
kisaan bhooka tarasta hai daaney daaney ko

badaltey chehray pe unkay nigah thi mairi
badal badal kay sunaana paRa fasaaney ko

raha na wo ke usay bhi zameeN, nigal hi gaee
wo jau uTha tha jahaaN khaak maiN milaanay ko




Mohtaram Javaid Bhai,
adaaab!

aap ki ghazal paRhnay ka sharf haasil hua, aur janaab aap ki ghazal khoob lagi, bohat umda aur bohat hi dil-pazeer khas ker darj baala teen ash'aar....

wah janaab, wah...

meri jaanib se bharpur daad haazir hay, qabool kijay....

Mukhlis,
Muhammad Ahmed.
Back to top Go down
Jawaid Badauni
~ imtiyaazii " suKhan daust " ~
~ imtiyaazii



Number of posts : 24
Registration date : 2007-11-24

Meri TaraHee Ghazal Mushairah Urdubandhan (Decmber) Empty
PostSubject: Re: Meri TaraHee Ghazal Mushairah Urdubandhan (Decmber)   Meri TaraHee Ghazal Mushairah Urdubandhan (Decmber) Icon_minitimeTue Dec 18, 2007 9:01 pm

Muhammad Ahmed wrote:
uThaa kay lay gaya saara anaaj saahokar
kisaan bhooka tarasta hai daaney daaney ko

badaltey chehray pe unkay nigah thi mairi
badal badal kay sunaana paRa fasaaney ko

raha na wo ke usay bhi zameeN, nigal hi gaee
wo jau uTha tha jahaaN khaak maiN milaanay ko




Mohtaram Javaid Bhai,
adaaab!

aap ki ghazal paRhnay ka sharf haasil hua, aur janaab aap ki ghazal khoob lagi, bohat umda aur bohat hi dil-pazeer khas ker darj baala teen ash'aar....

wah janaab, wah...

meri jaanib se bharpur daad haazir hay, qabool kijay....

Mukhlis,
Muhammad Ahmed.



Azeezi Muhammad Ahmed Saahab
aadaab

Aap ne ji KhulooS se ghazal ki pazeeraayee ki hai mujhe bohat achcha laga aur mere himmat afzaaii bhee huuwee. Bohat bohat shukriya.

Ummid hai aaindah bhi mulaqaat hoti rahegee.

MuKhliS
Jawaid Badauni
Back to top Go down
zehrab
mehmaan
mehmaan



Number of posts : 20
Location : USA
Registration date : 2007-12-06

Meri TaraHee Ghazal Mushairah Urdubandhan (Decmber) Empty
PostSubject: Re: Meri TaraHee Ghazal Mushairah Urdubandhan (Decmber)   Meri TaraHee Ghazal Mushairah Urdubandhan (Decmber) Icon_minitimeTue Dec 25, 2007 3:20 pm

Bhai Javed Saheb:

Aap ki ghazal parhi aur bas dekhta hi reh gaya. Ab itney barey sukhanwar is per daad ke phool bersa chukey hein tow ham ghareeb kya kahen is ka haq ada kerney ko. Itni umda ghazal per bherpoor daad qabool ki jiye saheb.

Kher andesh

Qamar
Back to top Go down
Sponsored content





Meri TaraHee Ghazal Mushairah Urdubandhan (Decmber) Empty
PostSubject: Re: Meri TaraHee Ghazal Mushairah Urdubandhan (Decmber)   Meri TaraHee Ghazal Mushairah Urdubandhan (Decmber) Icon_minitime

Back to top Go down
 
Meri TaraHee Ghazal Mushairah Urdubandhan (Decmber)
Back to top 
Page 1 of 1
 Similar topics
-
» Meri Ghazal TaraHee Mushairah Urduduniya (December)
» ghazal
» ghazal!
» Aik Ghazal
» Ghazal

Permissions in this forum:You cannot reply to topics in this forum
 :: ~suKhan daustaaN~ سخن دوستاں :: < Ghazal saraa'ay >-
Jump to: