Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.


 
HomeSearchLatest imagesRegisterLog in

 

 Hamd

Go down 
+3
Khalid Mahmood
Muhammad Ahmed
l.a.asim
7 posters
AuthorMessage
l.a.asim
Sadr " suKhan daustaaN
Sadr
l.a.asim


Number of posts : 5
Registration date : 2007-10-25

Hamd Empty
PostSubject: Hamd   Hamd Icon_minitimeSun Oct 28, 2007 3:06 am

sukhan dostaN ke Hazir aur mutavaqqo ahbaab ko

assalam alaikum

sab se pahle Hamd pesh karne ki sa'aadat haasil karne ka moqa faraham karne par allah ta'aala ka shukr guzar hooN.

HAMD

vahdat e dard meiN tu kacrat e izhaar meiN tu
dil meiN aaya tha k aane laga ash'aar meiN tu

shiddat e tashnagi e Hajira meiN tera suraaGh
reg e sahra meiN ravaaN chashma e asraar meiN tu

haaN .koi deeda e yaqoob se dekhe tau khule
ek rozan ki tarah band hai deevaar meiN tu

laHn e Dawood pe qurbaan mere saut o sukhan
aaj bhi naGhma sara hai mire mizmaar meiN tu

dast e bebaak e Zulekha se bhala kia khulta
mahv tha daaman e Yuosuf ke har ik taar meiN tu

meiN na hooN ga tau kahaN dekh sake ga khud ko
aaina dekh raha hai mire aacaar meiN tu

rubaroo laaii hai tujh ko miri roogardaani
mire inkaar se aaya mire iqraar meiN tu

HUVAL MUJEEB

LIAQUAT ALI ASIM

Hamd Hamd10
Back to top Go down
https://sukhan-daustaan.forumotion.com/index.htm
Muhammad Ahmed
muntaZim
muntaZim



Number of posts : 43
Registration date : 2007-10-24

Hamd Empty
PostSubject: Re: Hamd   Hamd Icon_minitimeMon Oct 29, 2007 10:10 pm

Jazaaak Allah Asim Bhaii
bohat Umda... Bohat khoob....
Back to top Go down
Khalid Mahmood
muntaZim
muntaZim



Number of posts : 81
Age : 73
Location : Mississauga, Canada.
Registration date : 2007-10-26

Hamd Empty
PostSubject: Re: Hamd   Hamd Icon_minitimeThu Nov 01, 2007 12:54 am

jazaak allah khair aasim sb! daad bhi qubool fermaiiye! Smile
Back to top Go down
yasmin feroz
mehmaan
mehmaan
yasmin feroz


Number of posts : 20
Registration date : 2007-11-04

Hamd Empty
PostSubject: Re: Hamd   Hamd Icon_minitimeSun Nov 04, 2007 12:52 pm

jazaak allah khair aasim sahab daad qubool fermaiiye.

yasmin
Back to top Go down
miim miim mughal
muntaZim-e-a'A'laa
muntaZim-e-a'A'laa
miim miim mughal


Number of posts : 140
Age : 44
Location : North Nazimabad, Karachi
Registration date : 2007-10-24

Hamd Empty
PostSubject: Re: Hamd   Hamd Icon_minitimeMon Nov 05, 2007 6:34 pm

l.a.asim wrote:
sukhan dostaN ke Hazir aur mutavaqqo ahbaab ko

assalam alaikum

sab se pahle Hamd pesh karne ki sa'aadat haasil karne ka moqa faraham karne par allah ta'aala ka shukr guzar hooN.

HAMD

vahdat e dard meiN tu kacrat e izhaar meiN tu
dil meiN aaya tha k aane laga ash'aar meiN tu

shiddat e tashnagi e Hajira meiN tera suraaGh
reg e sahra meiN ravaaN chashma e asraar meiN tu

haaN .koi deeda e yaqoob se dekhe tau khule
ek rozan ki tarah band hai deevaar meiN tu

laHn e Dawood pe qurbaan mere saut o sukhan
aaj bhi naGhma sara hai mire mizmaar meiN tu

dast e bebaak e Zulekha se bhala kia khulta
mahv tha daaman e Yuosuf ke har ik taar meiN tu

meiN na hooN ga tau kahaN dekh sake ga khud ko
aaina dekh raha hai mire aacaar meiN tu

rubaroo laaii hai tujh ko miri roogardaani
mire inkaar se aaya mire iqraar meiN tu

HUVAL MUJEEB

LIAQUAT ALI ASIM

Hamd Hamd10
Hamd Hamd11
Back to top Go down
https://sukhan-daustaan.forumotion.com/index.htm
l.a.asim
Sadr " suKhan daustaaN
Sadr
l.a.asim


Number of posts : 5
Registration date : 2007-10-25

Hamd Empty
PostSubject: Re: Hamd   Hamd Icon_minitimeThu Nov 15, 2007 1:53 am

pyare muGhal

Hamd Khuda tumhari sa'aadatoN meiN izafa kare aur hamare haq meiN tumhari tamam duaaeN maqbool o mustujaab farmae,aameen

khair andesh

l.a.asim
Back to top Go down
https://sukhan-daustaan.forumotion.com/index.htm
phototech81
mehmaan
mehmaan



Number of posts : 21
Registration date : 2007-11-10

Hamd Empty
PostSubject: Re: Hamd   Hamd Icon_minitimeThu Nov 15, 2007 4:18 pm

بے شک
تعاریف اس خدا کی جس نے جہاں بنایا
کیسی زمیں بنائی کیا آسماں بنایا

جزاک اللہ جناب بہت خوب
[center]
Back to top Go down
*S*Sobia Shah
mehmaan
mehmaan



Number of posts : 5
Age : 38
Location : Karachi
Registration date : 2008-01-27

Hamd Empty
PostSubject: Re: Hamd   Hamd Icon_minitimeSun Jan 27, 2008 3:44 am

Jazaaak Allah Bahut Khoob
Back to top Go down
Sponsored content





Hamd Empty
PostSubject: Re: Hamd   Hamd Icon_minitime

Back to top Go down
 
Hamd
Back to top 
Page 1 of 1

Permissions in this forum:You cannot reply to topics in this forum
 :: ~LauH-e-Aqiidat~ لوحِ عقیدت :: < Hamd-e-baarii ta'alaa >-
Jump to: